Home Business world bank se 50 crore 55 laakh dollars mousool

world bank se 50 crore 55 laakh dollars mousool

291
0
world bank se

state bank of Pakistan ko world bank se 50 crore 55 laakh dollars masool hogaye hain .

state bank ke tarjuman ney world bank ki janib se raqam masool honay ki tasdeeq karte hue bataya hai ke aalmi bank se 50 crore 55 laakh dollars account mein muntaqil hogaye hain .

doosri janib worldd bank se 50 crore 55 laakh dollars masool honay ke baad zar e mubadla ke zakhair 19 arab 50 crore dollars ki satah par poanch gay hain jabkay dollar ke muqablay mein rupay ki qader mein behtari ka bhi imkaan hai .

mangal ke roz antrbink mein dollar ki qader mein 42 pesey kami hui aur trading ke ekhtataam par fi dollar 166. 45 par aagaya .