qoum SOPs per amal deramad kere, eid ul fittar par ki gayi ghalti ko duhraya gaya to hospital bhar jayen ge, wazeer e azam
qoum SOPs per amal deramad kere, eid ul fittar par ki gayi ghalti ko duhraya gaya to hospital bhar jayen ge,wazeer e azam Imran Khan ne kaha hai ke Pakistan un khush qismat mumalik mein shaamil hai jahan corona cases kami aayi, qoum se guzarish karta hon SOPs per amal deramad yakeeni banayen, eid ul fittar par ki gayi ghalti ko d_hraya gaya to hospital bhar jayen ge .
tafseelaat ke mutabiq wazeer e azam Imran Khan ne samaji raabtey ki Website Twitter par –apne pegham mein kaha hai ke Pakistan un khush qismat mumalik mein shaamil hai jahan corona cases mai kami aayi, smart lock down policy, SOPs per amal der amad ke baais yeh mumkin hwa, Bharat ke muqablay mein hamaray malik mein corona mareezon