Home Lifestyle Beauty danoton ki safai kaisay ki jaye? aasaan tareen nuskha

danoton ki safai kaisay ki jaye? aasaan tareen nuskha

347
0
danoton ki safai

danoton ki safai kaisay ki jaye? aasaan tareen nuskha

danoton ki safai kaisay ki jaye? aasaan tareen nuskha, saaf safaid aur chamakate daant nah sirf khush Zoqi ki alamat hotay hain balkay insani nafsiyat par bhi is ke gehray asraat muratab hotay hain .

lekin qudrati tor par tamam afraad ke daant safaid nahi hotay aur yeh bhi zaroori nahi ke hamesha kuch khanay peenay se hi danoton ki rangat peeli par jati hai .

la tadaad afraad is maqsad ke liye hazaron rupay dentist ko day kar un ki safai bhi kerwatay hain magar nakami ka saamna karna parta hai .

is ka aasaan tareeqa dr batool ne bataya. unhon ne kaha ke danoton mein chahay kitni hi gandagi ho is nuskhay ke istemaal se aap fori tor par acha mehsoos karen ge .

dr batool ka kehna tha ke is paste ko bananay ka tareeqa be had aasaan hai, sab se pehlay woh baingun jo paknay ke baad jal jata hai is ka chilka len, is mein munasib miqdaar mein sarson ka tail aur namak daal len .

is paste ko –apne danoton mein ungli ya brush ki madad se achi terhan mil ke saaf karen aur phir mun ko kalie karkay saaf karlen, is ka result aap ke samnay foran aajay ga .