Home Fashion bakamaal artist ne –apne hunar se weraan dewaron mein roshni bhar di,

bakamaal artist ne –apne hunar se weraan dewaron mein roshni bhar di,

269
0
bakamaal artist ne

bakamaal artist ne –apne hunar se weraan dewaron mein roshni bhar di, be misaal shahkaar

bakamaal artist ne –apne hunar se weraan dewaron mein roshni bhar di, be misaal shahkaar, Europi mulk Portugal se talluq rakhnay walay ba-salahiyat musawir naay apni 3D wall painting se duniya ko heran kardiya, darjanon matruka aur weraan dewaron mein jaan daal di .

ghair mulki  idaray ki report ke mutabiq’o death ‘ Nami aartst naay –apne fun ka muzahira karte hue darjanon dewaron aur weraan maqamat ko 3D wall painting ke zariye roshan kiye, mazkoorah musawir ki salahiyaton ka danka duniya bhar bjta hai. o death ke social media par bhi lakhoon madah hain .

musawir apni painting ke zariye matrooq shuda dewaron par aisay rang bkhirta hai ke dekhnay walay dang reh jatay hain, tasweeron se jhalakte manazair hubahu haqeeqat ka manzar paish karte hain .